Yeh kahani kalpanik hai kise bhi jivet ya sajiv waykti se nahi li gai:-
Sun 1885 ujjain gaon madhyapradesh, un dino mai us gaon mai ek aghori yon ka ek dul tha.Aghori jo shumshan mai jale hue murdon ka seven karte the, mirth admi ke sharir pur beth kar sadhna karte the taki wo sidhi prapt kar sake,usi dul mai ek yuvak tha jiska naam tha maya.Maya apne guru kapali ka sabse priya sishya tha,uske guru maya se bahot khush rehte the.Sab kuch usi tarah chal raha tha pur honi ko kuch aur hi manjur the.Ujjain gaon ki ek ladki thi girija jo ek garib kissan ki beti thi,apne maa baapu ke sath rehti thi,wo roj jab apne bapu ke liye khet mai khana lekar jati to use raste mai maya milta jo waha pur jari butiya lene ata.Girija ka aur maya ka yeh milnajulna roj badne laga,yeh mulakat kab pyaar mai badal gaya iss baat ki khabar unhe bhi nahi thi ,kyu ki wo darte the ki wo kabhi bichde nai kyuki maya ek aghori tha aur girija ek gaon ke bholi bhali ladki,samaj ko yeh rishta kabhi manjur nai hota.Ek din wahi hua jiska unn dono ko darr tha gaon walone unhe jungle mai chupke milte waqut range hath pakad liya,maya ko marr marr kar use gaon ke bahar phek diya aur girija ko bachalan sabit karke use jinda jala diya.Maya ne jab hosh sambhala to apne aap ko apne sathiyon ke dul mai paya aur use unse girija ka haal pata chala ,yeh sunte hi uske ankho mai khoon utar gaya.Hatho mai kulhadi lekar wo uss gaon mai chala gaya jis gaon ne uski girija ko use chin liya tha,usne jaa kar waha pur aisa nur sunghar macha diya, jo bhi ata use kat te chala gaya jab tak wo pura gaon shumshan nai bun gaya,phr wo uss jagah phuch jaha pur girija ka jala hua deh pada tha.Apni premika ki yeh dasha dekh kar maya pagalonke tarah chillane laga,mano ki pure akash mai jor ki bijli kaundh uthi ho,tabhi waha pur maya ke guru kapali atte hai,uhne apne sishya ki yeh dasha dekhi nai gayi.Maya apne guruji se kehta hai,guru dev mai bhi apni girija ke bina jivet nai reh sakta,mai bhi marna chata hu.Tab uske gurudev kehte hai ,putra maya tumhe jivet rehna hoga apni girija ka intejar karna hoga jab wo dusra janam lekar ayegi,tab tak yeh gaon ke mirth logon pur mera shrap hoga ki jab tak tum girija ko wapis nai paa lete tab tak inki atma ise gaon kaid rahegi, yaha pur kabhi jeevan phir se nai busega.Phir kya tha, logon se bhara hua aur phuslo se lehrane wala wo gaon khandar mai badal gaya aur bun gaya atripth atmaon ka dera,jaha pur raat to kya din mai bhi janese admi ko khauf aa jata aur usi khandaro mai maya ek lambi sadhna mai chala gaya aur karne laga intejar apni girija ka.
Kya maya kabhi apne bichde pyar se mil payega aur milega to bhi girija use kis roop mai milege aur yeh gaon kab kapali ke shrap se mukth hoga.Jane ke liye padhe iska agla bhag Mayavi.

Nice
ReplyDelete